← Back to Main Hub

Kaisa Pitaa ka pyaar hai

Sheldon Bangera

Lyrics
Kaisa pita ka pyaar hai, napai se hai ye aapaar
Eklauta beta dekar hai, mujh neech ka kiya uddhaar

Kaisa pita ka pyaar hai, napai se hai ye aapaar
Eklauta beta dekar hai, mujh neech ka kiya uddhaar

Kithna badaa vo dard tha, pita bhee jo munh pher liye
Har ghaav jo yeshu ne saha, laayaa santan mahima ke

Dekho use jo cross par, kaandhon par uske mera paap
Laaj bhari meri awaz, tiraskaari dushton ke saath

Jakade use tha mera paap, jabatak hasil naa hua uddhaar
Meri jaan laae bujhati saans main jaanoon kaam hua samaapt

Ghamand mera kuch bhee nahin naa taufe bal ya buddhi mein
Garv karoon sirf yeshu ke mrityu punarutthan mein

Kyun paaoon main uska inaam? iskaa koyi uttar nahin
Par samjhe mere dil-o-jaan, un ghaavon ne chukaaya hai daam

Kyun paaoon main? kyun paaoon main uska inaam? iskaa koyi uttar nahin
Par samjhe mere dil-o-jaan, un ghaavon ne chukaaya hai daam

💡 Song Meaning & Background

Sung in Hindi, this acoustic version reflects on the astonishing grace and profound love of the Heavenly Father toward His children. It perfectly captures the essence of the parable of the Prodigal Son, highlighting the Father's unfailing compassion.